Cherreads

Chapter 8 - ayaan Ki life Mai new person Ki entry

Ayaan ka mobile Mai lecture ka beech Mai Ayera ka message aya

Hlo ayaan

Kese ho

Mai theek hu our Meri check up Ki reports bhi theek aiyi Hai

Mere Abu ka transfer kaam ka Karan hayderabad Mai transfer ho Gaya ha

Isliya Mai hayderabad ja rahi hu

Mai 3 mahine baad vapas a jaungi

Ayaan na yeh message padha

Voh yeh sun kar thoda mayus ho Gaya

Kyunki Ayera ka alawa uska college Mai koi our dost Nahi Tha

Vaha Ayera hospital Mai admit Thi

Par uski halat theek Nahi Thi

Ayera ka kidney transplant

Ki surgery Ki preparation ho rahi Thi

Our uski halat bilkul bhi theek Nahi Thi Ayera ayaan ko apne bimari ke baare Mai kuch Nahi batana chahti Thi kyunki uske man Mai yeh darr Tha Ki agar voh marr gayi toh

Ayaan ka Kya hoga voh tut jayega

Ayaan Ayera ko daily message Karta Tha par Ayera bahut kami Sa message ka reply karti Thi Ayera our ayaan Ki duriyaan badhti ka rahi Thi pura 1 mahine baad ayaan ka life Mai aik new person ne entry Li zoya

Zoya bahut khubsurat our intelligent ladki Thi voh Roz ayaan ko dekhti our uski Har aik Cheez notice karti Thi voh ayaan ko pasand Karti Thi par Kabhi voh ayaan Sa keh Nahi payi par Jo Ki Ayera ka school friend Rihan zoya ko pasand Karta Tha par zoya Rehan ko bas aik class fellow Ki tarah hi Baat karti Thi aik din zoya ne himmat karke ayaan ka pass Bethna ka Socha lecture ka bich Mai zoya uth kar age vali seat Sa last vali seat par ayaan ka pass ja kar baith gayi our ayaan ko hello Kaha ayaan na thoda suspicious Sa reaction Diya our Kaha hii Zoya na Kaha tumhara Naam ayaan Hai na ayaan na Dheeri awaz Sa Kaha lecture ka beech Mai

Mai Kisi Sa Baat Karna pasand Nahi Karta our ayaan na zoya ko ignore kar Diya lecture ke baad zoya bench par Sa uthi our kehne lagi Kya tum mere sath canteen chaloge ayaan ne kaha theek ha zoya our ayaan sath Mai canteen Chale Gaye par

Shayad ayaan our zoya ke beech Mai kuch our hi hone vala Tha

More Chapters