Cherreads

Dil Ki uljhan

ayeshasheikh578
14
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 14 chs / week.
--
NOT RATINGS
225
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - pehli mulaqat

Ayera college ke corridor mein Chal rahi Thi Naya din Nahi jagah sab kuch uske Liya thoda naya Tha woh apni class dhund rahi Thi jab achanak uski nazar EK ladke par Padi woh ladka wall ka sath khada Tha bilkul chup Jaise usse Kisi se Baat Karna pasand hi na ho yeh ayaan Tha Ayera ne bas EK pal ke Liya usse Dekha our phir aage badh gayi class ke andar jaake woh apni seat par baith gayi thodi der baad teacher aaye aur unke Saath wahi ladka bhi class mein Aaya ayaan woh seedha jaakar last bench par baith Gaya poore lecture ke dauran Ayera ka dhyaan Baar Baar uski taraf jaa raha Tha class khatam hone ke baad sab bahar jaane Lage Ayera bhi uth kar ja rahi Thi tabhi woh Kisi Sa takra gayi aur uski books gir gayi sorry usne jaldi se Kaha it's okay saamne se awaaz aayi Ayera ne upar Dekha woh ayaan Tha usne uski books uthakar usse de di Ayera ne halki Si Muskaan ka saath Kaha thank you ayaan na bas sir hila Diya aur phir dono Chal diye par shayad yeh unki kahani Ki shuruaat Thi

I hope ap log yeh story acche se enjoy karenge