Shri Bhagwan kahate Hain....
Priya Jaan sthan mein ek jad Namak praman tha Jo koshika vansh mein utpann hua tha usne apna jatiy Dharm chhodkar baniye ki vidhi mein man lagaya use pray striyon ke sath mein vichar karne ka vajan per gaya tha vah sada juaa khelta sharab pita aur shikar khelkar jivo ki hinsa Kiya Karta tha ISI prakar ka samay bita tha nasht Ho jaane per Vyapar ke liye बहुत-बहुत Uttar Disha mein Chala Gaya vahan se dhan kamakar Ghar ki aur Lota bahut dur Tak ka rasta usne Tay kar liya tha ek din Suryan to Ho jaane per jab dason dishaon mein andhkar fail Gaya tab ek vruksh ke niche use dekh rahi uske Pran Le liye uske Dharm ka log ho gaya tha isliye vah bada bhayanak prerit hua uska Putra bada aur vedon ka Vidhan tha usne ab tak pita ke Laut aane ki Na Dekhi jab bhi nahin aaye tab unka pata lagane ke liye vah swayam bhi ghar chhodkar chhod Diya vah pratidin Khoj karta magaron se poochhne per bhi use uska kuchh samachar nahin milta tha tadntar ek din ek manushya se uski vate Hui Jo uske pita ka sahayak tha usse Sara HAL jaankar usne pita ki mrutyu per bada buddhiman tha bahut kuchh soch vichar kar pita ka para lokgeet karm karne ki ichcha se avashyak samagri Sath Le usne Kashi jaane ka vichar Kiya Marg mein Sath Makan usi vruksh ke niche pahuncha Jahan uske pita mare gaye the use sthan per usne sadiyon pass na ki or Geeta ki teesre adhyay ka paath Kiya ISI samay Aakash mein bade bhayanak awaaz Hui usne Apne pita ko Aakar mein dekha FIR turant hi Apne samne Aakash mein use ek Sundar viman dikhai diya jo mahan Desh se vyapt tha usmein aane ko shudra ghati kay lagi Thi uske Tej se samast dishaen aalokit ho rahi thi yah drishya dekhkar uske Chitra ki vyakhya dur Ho Gaye usne viman per Apne pita ko Divya Roop dharan kiye virajman dekha uske sharir per pitambar Shobha paratha aur Mony Jana unki santushti kar rahe the unhen dekhte hi Putra Ne pranam Kiya tab pita ne bhi use Aashirwad Diya usne pita Se yah Sara Vidhan to poochha uske Uttar mein pita Ne sab Bata Bata Kar use prakar kahana aarambh Kiya beta Ved vansh mere nikat Geeta ke tritiya adhyay ka paath karke tumne is sharir ke dwara kiye hue karm vandan Se mujhe chhuda Diya kyunki jiske liye tum kahan se ja rahe the vah prayojan is samay tritiya adhyay ke paath Se Hi siddh ho gaya hai pita ke yog kahane per Putra Ne poochha Taron mere hi to kahan updesh dijiye tatha aur koi karya Jo mere liye karni yogya ho batlayiye tab pita Ne usse kaha ya FIR karna hai maine Jo karm Kiya Hai vahi mere Bhai ne bhi kiya tha isase ghor narka mein pade Hain unka bhi tumhen udhar karna chahie tab mere kul ke aur bhi jitne log anar Kami pade Hain sabka bhi tumhare dwara uddhar ho jana chahie yahi mera manorath hai beta ji sadhan ke dwara tumne mujhe Sankat Se churaya Hai usi ka anushthan auron ke liye bhi karna uchit hai uska anushthan karke usse hone wala punya hona ki jivon ko nakal karne ke de do isase bhi samajhta purvaj Meri Hi tarah yatna Se mukt Ho Swarg kal mein Hi Shri Vishnu ke parampari Ko prapt Ho jaenge.... Pita ka yah aadesh sunkar Putra Ne kaha tha yadi aisi baat Hai aur aapki bhi aisi hi Ruchi Hain to Main samast anar ki jivon ka nark se udhar kar dunga yah sunkar uske pita bole beta AVN vastu tumhara Kalyan Ho Mera atyant Priya karya sampann Ho Gaya is prakar Putra ko ashvasan dekar uske pita Bhagwan Vishnu ke Param Dham Ko chale Gaye tatparta vahan bhi load kar jansthan mein aaya aur Param Sundar Bhagwan Shri Krishna ke mandir mein unke samksh baithkar pita ke aadesh anusar Geeta ke teesre adhyay ka paath karne Laga usne Nara ki jivon ka uddhar karne ki ichcha se Geeta paath chhudaane ke liye Yamraj ke panch Gaye Yamraj Ne Nana prakar ke Satkar se unka Pujan Kiya aur Kushal is prakar Satkar karke prit Lok ke Samrat Param buddhiman yaman Vishnu duton se yamlok mein aane ka Karan poochha.....
