Cherreads

Chapter 27 - Meeting you again

Chapter= 26

Sara ka muh se thoda sa khana bahar ata hai. Zoya arr asa kya puch liya ki tera asa reaction. Kabhi Vicky aur Zhechen unka pass aa jata hai. Aur puchta hai maa bhi yaha baith jau kya. Niya hn hn. Yuan uska thoda picha hota hai. Voo apna khana laa kar aa raha hota hai. Tabhi Vicky usa awaz deta hai .....

"Yuan idhar aa jaa."

Yuan Sara ka samna baith jata hai. Voo sabhi kuch baata karta hai. Ki tabhi Niya ek dam se bolti hai jasa ki hum 6 abb deskmate hai hai aur sir na bhi huma studies ma ek dusra ki help karna ko kaha hai . Ku naa hum ek study group banaya jisma sabhi ek dusra ka weak subject ma help kara...

Vicky arr wah Niya kya idea hai maa abhi hum sabhi ka ek study group banata hu. Mera pass ek aur idea hai ki naa hum weakend par pass ka cafe par study kara. Sabhi hn hn bolta hai. Too fir yaa taay raha hum subh ka 9 bheja cafe ma apna apna weak subject ki study kara gaa. Tabhi recess o er ho jati hai. Sabhi apni class ma jata hi. Ki tabhi Rocky ka group ka ek boy Yuan ko bolta hai tuja bhai bula raha hi. Yuan Vicky aur Zhechen ko class ma jana ka liya bolta hai. Thodi bahas ka baad Vicky maan jata hai. Yuan jasa hi Rocky ka pass jata hai unma thodi bahas ho jati hai . Jisma voo usa kahta hai ki uska papa ki wajah.....

Jisa dono ma thodi maar pitt bhi hoti hai . Ki tabhi Rocky ka group ka member bolta hai Rocky sir aa raha hai chal jata hai. Jisa Rockey waha se chala jata hai. Aur fir Yuan bhi waha chala jata hai . Par Yuan ka face par chot lagi hoti hai. Voo apni class ma chala jata hai . Par Sara usa aur Rocky dono ko ek jagha se niklta dekh lati hai . Par usa samj nahi ata hai ki in dono ma kya hua tha jo Rocky gussa ma waha se nikla tha.....

Class maa Yuan teacher se pahla puch jata hai. Uska face par chot dekh kar Vicky usa puchta hai yaa kya hua Yuan kya Rocky se ladai hui hai. Chal teacher ko btata hai. Arr Vicky chod na kuch ni hua ya kuch nahi hai. Vo dekhta hai ki Sara class ma nahi thi. Vicky Sara kaha hai pta nii voo ayi to humara hi sath thi. Par pta ni abb kaha gyi ....

Tabhi Sara ati hai aur dekhti hai ki Yuan ka face par chot lgi thi. Jasa hi vo kuch puchti tabhi teacher class ma aa jati hai. Aur padana surur kar deti hai. Too Sara notebook par likh kar puchti hai yaa kya hua hai. Aur ussa Yuan ki taraf kar deti hai . Yuan reply ma likhta hai kuch nahi bss ata time parr slip ho gya tha. Jisa yaa chot lgg gyi...

Sara ko uski baat par yakeen nahi hoo raha tha par usa voo aur kuch smj bhi nahi aa raha tha. Thodi dar baad school over ho jata hai. Class over hota hi Yuan Sara se baat karna ki kosish karta hai ki tabhi voo Zoya aur Niya ko bolti hai ....

"Chalo chalta hai. Aur voo jaldi se nikal jata hai..."

Zoya Sara kya hua tuu huma itna jaldi ku kich lai . Kuch nahi bss muja ghar jaldi Jana hai chalo chalta hai . Voo dekhti hai ki Sara ka mood kuch thik nahi lgg raha tha . Voo bhi dono chup hoo jati hai. Par jata time Sara dekhti hai ki Rocky ko bhi haith par chot lgi hui thi.....

More Chapters