Chapter = 25
Acha such ma muja too lga kii tum itni se baat par gussa ho gya ho . Dono kuch der taak baat karta hai. Sara thik hai too tuu apna maths ka work kar laa. Good night . Yuan bhi good night bolta hai aur fir apna kaam maa wapis se lgg jata hai. Sara apna phone se photo's dekh rhi hoti hai aur usa same uska future jasi photo milti hai . Jo usna aur Yuan na trip par click kii thi ...
Shyad hum pahal bhi sath tha. Maa Rocky se phala Yuan ko date kar rahi thi . Too fir yaa baat Zoya aur Niya ko kasa nahi pta hai. Agar unha pta thi too unho na muja jhut ku bola tha ki mana kabhi Yuan ka sath nhi thi.....
Akhir future maa asa kya hua tha joo ma aur Yuan alag ho gya aur muja voo ajeeb see chiza dekai deti thi. Nahi muja future change karna ho gaa.....
"Bol kar Sara apna phone ka wallpaper dusri photo ka lga deti hai."
Voo fir apni bakki photos ko dekhti hai ki voo dono kitna khus lgg raha hai. Jinha dekhta dekhta Sara ko nid aa jati hai . Agli subha voo fir se late ho jati hai. Mom app na muja uthaya ku nahi maa scholl ka liya fir sa late ho jau gii. Aur gate par fir voo kadus teacher mila gaa jo subah subah lecture da gaa. Aur ya alarm ko bhi kya ho jata hai ya time par ku nahi bolta hai abb maa late ho jau gii .....
"Sara jaldi jaldi scholl ka liya tayar hoti hoti hai."
Us din Sara jaldi jaldi breakfast karti hai aur school ka liya nikalti jati hai. Vo bhag bhag ka school jaa rahi hoti hai kii usa thodi dur par Zoya aur Niya bhi jati Hui dekh jati hai . Sara unha awaz lagati hai. Zoya Niya rukko maa bhi aa rahi hu . Dono picha mudd kar dekhti hai arr Sara bhi late ho gyi kya. Sara unka pass puch jati hai. Sara tu bhi ajj late ho gyi hn ajj alarm ki awaz hi ni sunai dee. Aur tum dono ka kya same yaar kl trip sa ana ka baad bhot thak gya tha ki subh aankh hi ni khul...
"Acha chalo abb school jata hai warna aur bhi late ho jaya gaa ."
Hn hn fir subh subh Mr. Shen ka lecture suna pada gaa. Voo ja hi Raha hota hai ki picha se unha koi awaz deta hai. Zoya yaa awaz kuch jani pahchani se ni lgg rahi hai. Zoya picha mudd kar dekhti hai ki voo Vicky hota hai . Arr mera liya bhi rukko.....
"Zoya arr ajj suraj kaha se nikla hai topper ka bestfriend late."
Topper ka bestfriend hua too kya hua kya maa bhi late nahi hoo sakta hu. Sara arr tum dono ladna band karo aur chalo Wasa hi hum late ho gya hai. Hn hn chalo chalta hai. Voo 4 school ma bilkul exact time par puchta hai . Niya sukar hai hum late nahi hua warna ajj to khar nahi thi. Tabhi scholl bell ring hoti hai...
Yuan ki nazra too jasa gate par hi tiki hui thi. Sabhi class ma jata hai aur tabhi teacher bhi aa jati hai. Sabhi apni apni seat par baith jata hai. Vicky bro ajj too hum baal baal bacha hai par Yuan ka too dheyan hi nahi tha. Bro tuu sun bhi raha hai maa kyaa kah raha huu...
