Cherreads

mai yakshini teri maut

Bhumika_Negi_4564
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
28
Views
Table of contents
VIEW MORE

Chapter 1 - YAKSHINI .

Ep:1 mai yakshini teri maut.

Raat ke 2 baj Rahe thae or virat meghalaya or assam border, ke beach Mein padhne, Wali kisnoi Nadi ko paar kar raha tha . Door door Tak andhera Chhaya tha..... Ek gahre sannate , ne kisnoi nadi ko gher Kar raha hua tha. Usi Nadi ke upar Kali Baadal mandara Rahe thae. Jinhein dekh kar Aisa lag Raha tha ki kisi bhi pal wo barasne, wale Hain.. nadi Mein ghutno tak pani tha , dhimi raftaar ke sath bahe ja raha. Virat ke haath mein mobile ka torch toh dusare haath mein cycle ka handle. Virat panel paidal mobile ke Torch kii roshni ke sahara nadi paar kar he Raha tha ki , tabhi auska mobile bajna lag jata hai .... virat phone utha ta hua khata hai hnnn, Vandana bolo, mobile ka Ander sa aak aurat ki avaj sunai deti hn . Kaha tak pahuchaa aap ji ? Kisnoi nadi tak pahuch gaya hu . Vandana bs ya kisnoi nadi paar ki aur phir mein sidhe tumahara pass ... Vandana ki ghabbrata hua avaj suunai deti hn . Kya? Kya , kaha kisnoi nadi paar kr raha hoo ?? Aur nahi tho kya ? Aab tumaa too pata he hnn ki bangla muda gau sa romka mucha gau jana ka 1 he rasta hn . Aur vo bhi nadi par kr ka jana pardhta hn .. aapko itni Raat mein vapas nahi aana chaiye tha , graveyar koti mein he ruk jana chaiye tha . Aapko pata hn na ? Nadi ka pass vo ghumti hn , virat harani ka sath puchta hn , vo ghumti hn , matlb. Aapko sab pata hn ,par phir bhi aap jaan buch kr aasa bol raha hn na ? Ma ji na bataya tha na ki nadi paar krta waqt aus ka nam nahi lena chaiye varna vo sach mein aa jatai hn . Vandana tum bhi na , ma ki baatoo mein aa gaai . Lagta hn ma na tum ko bhi yakshini ki kahani. Virat aapni baat puri krta , aus sa pahala he Vandana ghabrate hue khati hn , shhhhh ... chup ho jao ji, hey Kali ma mera pati ki raksha krna aur aanjana mein in sa jo ya aanarath hua hn , aus ka liya maf kr dena . Aab ya kabhi aus ka nam nahi linga . Virat hasta hua khata hn , kya Vandana tum bhi na ya yakshini, vakshini kuch ni hoti .samaj e , tum ya sab bs manganand baat hn , jo gau walo na bana e hn . Aur kuch nahi aap , nahi maanta maat maan e ya mein tho maanti huu. Aap na jaldi sa jaeya .. han ,vandana aa raha hu . Bss , ya nadi tho paar kr lu pahala . Acha mein rakhti hu. Are , aasa kesa tum nahi lagta tum kuch bhul rahi hoo?? Yakshini ka bara mein yaad rakh sakti hoo, lakin ya yaad nahi rakh sakti ki aaj hamari shadi ki sal gira hnn . Galti hoo gaai ji . Maaf kijiya ,aap ki fikar mein tho mein sab bhul he gai thi. Virat mu banata hua khata hn , aab bhul gaai thi tho aus ki saja tho mila gii.. tum sja ka liya tayar rahna. Vandana pyar sa puchti hn , acha tho kya saja di ga aap ?? Tumarai saja yaha hnki tumhe , raat bhar jaagna padaga . Vandana shrama jati hn aur kahati hn ? Aap bhi na kesi ,kesi baat krta hnn Aap ? Ara aapni patni sa aasi baatye ni kru ga tho kis sa kru ga ? Thik hn ,aab ja e ya . Mein intazar kr rahi hu aap jaldi aana . Vandana phone kat deti hn. Aur virat vapas sa nadi paar krna lag jata hnn . Abhi virat na 1-2 kadam he aaga badaya tha ki tabhi aus ko payal bajna ki avaj suuni deti hn . Virat ko lagta hn ki aus ka picha sa koi ladki bhag ti nikal e hn . Payal ki avaj suun kr virat jaha pr tha ..