Jeeba Jeeba kiya kar Rahi ho tum Jammal kahta ha tum kaha ja rahi ho udur da kiya ak daroza dik raha ha mujha us daroza ka par jana ha .
Suno mari bat mara liya ruko mujha vi tumhara sat chala ha may tumha akela nahi jana dunga mai tumha ak bar koo chukar hu or nahi koo na chata .
May vi ap ko koona nahi Chati hocaliya chala ha .
Ham dono us chala gaya yaha par ur ak darwaza dikai da raha ha .
Mana us darwaza ko vi kola us darwaza ka or vi 10 darwaza ha ap mujha dar lag raha ha mujha Samaj ma nahi a raha ha ham ap kiya karaga .
Ya kaisi jakha ha or ham log yaha kaisha pucha niklaga kab kiya hama yaha par kon lakar aya ha.
Tavi ak aoj hama suni dati ha o aoj hamsa karti ha tum log apni zindagi kasam karana chata tha is liya ma tum logo ko yaha par lakar aya ho tum dono ak sat ya ha rah sakta ho .Gum sakta ho tumha joo chahiya tumha o sab mil sakta ha par tumha is level ko cross karna ha .
Tum log ak alg Dunya ma pouch choka ho tumha yaha par dikhai da raha 10 darwaza ma sa ak par jana ha or us level ko cross karna ha .
Agar tum cross kar lata ho to tumha ak nahi zindagi milage orna tumha ka kisi ko marna hoga .
Ya system tum dono ma sa kiya ak ko bacha sakta ha .
Jammal bolna laga hmm ya kon si mjsibat ma fas gaya ha kiya isa nikal na ka koi tarika nahi ha .
Mai vi soch ma pad gayi mihja kuch samaj ma nahi a raha tha .
Fir ham dono na decide kiya ki hama is geme ko khana na Varna hmm is level ko cross nahi kar painaga hmm fass jayaga .
Game ka level start karna ka liya hamna darwaza koola abb darwaza khola hi hmm Game khlana laga par hmm jeet nahi paya hmm ma sa kisi ko marna hoga.
Ak udta hua thir mari sena ma lagna hi vala thi ki Jammal mara samna a gaya or unha o thir lag gaya o zamin a gir gaya Salo intager ka bad o mujha mila tha or isthrah sa mujha o chodkar chala gaya ya mujsa bardadt nahi hua mana o thir Jammal ka Sina sa nikal kar apna Sina ma Dal diya o.
