Cherreads

mere papa ke ak kali raat!!

2023 ke ak raat ! Jo hamare ma or family ke liye ak bhayanak thi. Durga puja ke samay thi,papa gye the ak shadi main jo hamare ghar se dur the,papa karib 7 baje ghar se nikal gaye the. Maine papa ko call Kiya .

main"papa Kab tak ghar ayenge aap"

papa "abhi to dulha aya hi nehi hain tum log so jao"

Maine bhi phone rakh diya or mummy se boli,meri dadaji or dadi pehle hi so geye the ,papa se baat karne ke bad mummy or main bhi bistar lagane lage,mummy or main dono so geye. Bohot der ke bad main meri ankh khuli to maine time check Kiya tab time 1:15 the,maine ak bar papa ko phone lagayi lekin papa ne phone ka kuch ans nhi diya.Maine mummy ko jagayi or boli ki papa abhi tak nehi aye hain or phone karne par bhi received nehi Kiya, tab mummy ne kaha (nath uncle) ko phone lagane jo ki papa ka dost the tab maine uncle ko call Kiya lekin uncle ne bhi phone received nehi Kara, 10 min bad uncle ka call aya.

Main"uncle Kiya aapke pass papa hain"

Uncle " kyu papa ghar nehi gye kya"

Main" nehi papa se 10 baje hi baat ki thi abhi call Kiya lekin received nehi kar rahe"

Uncle "lekin beta papa to kabka ghar ke liye nikal gye the main bhi kabka ghar aageya"

Main"lekin papa to abhi tak nehi aye na call received kar rahe hain aapko kuch bataya to nehi"

Uncle"nehi to ruko main call karke dekhta hu"

Tab maine uncle ka call cut kara or hame bohot sinta hone lagi kyuki aisa pehle kabhi nehi hua papa phone received karte hi the. Tab dadi bhi uth gaye the ham sab Bahar hi papa ka wait karne lage or main lagatar call Kar rhi thi tab dur se papa ka wajah aya " kalu kalu kalu" kalu the hamare ghar ka kutta phir hamne thori si rahat ki SaaS liye lekin ghar ake papa ne jo bataya tha wo sunke hamare hosh ur gye the....

2nd part

More Chapters