Hyee let's go start part-2 us ladki kya tha naam aur vo sab se alag kyo thi ayye jante h voh ek middle class family ki ek normal ladki thi jise uske ghar m koi bhi like nhi krta tha iski ek alag karan tha jo aj tk vo bhi nhi smj payi thi lekin khi na khi vo janti thi ki uski zindagi asi nhi rh gi kabhi toh change hogi kyoki raat ke baad subh hmesha hoti h chlo chalte h uski zindagi ka interesting part jane ek baar uski memories lost ho gyi aur voh ek gadi m I mean taxi m rh gi sabse bada point yeh tha ki uski zindagi ka turning point memori loss tha na ki uska naam jis naam ki Karan vo abhi struggle kre rhi thi ab voh naam hi us se dur ho gya aage ki story jante h agale part m
