Cherreads

Chapter 5 - Chakravarti ka kamal

JAY Ke bare mein....... Ram ek gaon ke Rahane wala ladka tha

Ram ek chhote se gaon ka Rahane wala ladka tha vah Apne gaon mein chhoti chhoti bakriyon ko charane ke liye jata tha vah hamesha subah 9:00 baje Apne bakriyon Ko ghumne ke liye Apne Sath Le jata tha aur 10 se 11 baje wapas Ghar Le aata tha uske bad chhote bakriyon ko Apne Apne jagah khada karke vah khana khata tha uske bad vah thodi der khelta kutta FIR uske bad jo bhi ghar ka Chhota Mota kam hota usko Karta FIR uske bad Apne kam per chala jata tha...

Ram apne ghar ka Chhota ladka tha vah apni bahanon ke sath Ghar per rahata tha aur padhaai karne bhi jata tha uska ek bada bhai bhi tha donon Hansi Khushi apne ghar mein rahte the

More Chapters